Chand Aasmano Se Lapata - Bhavek

Chand aasmano se laapata ho gaya
Chal ke mere ghar mein, aa gaya (aa gaya)
Main khush kismat hoon, ba khuda
Iss tarah ho jaaye poori ek dua jis tarah
Tere bin meri jaan kabhi
Ek pal bhi gujara nahi
Teri aarzoo mein khud se begana kar diya
Chand aasmano se laapata ho gaya
Chal ke mere ghar mein, aa gaya (aa gaya)
Maine tujhe tohfe mein ye dil diya
Tune mujhe badle mein ye jahan diya
Main hi jaanu, tu hi jaane jo hai darmiyaan
Tujhse hai meri jaana, ghar ye aashiyaan
Tere bin meri jaan kabhi
Ek pal bhi gujara nahi
Teri aarzoo mein khud se begana kar diya
Chand aasmano se laapata ho gaya
Chal ke mere ghar mein, aa gaya (aa gaya)
Tune mere raasto ko manzil kiya
Tujhe paa ke zindagi ko haansil kiya
Tere liye hai ye saansein taih kar liya
Tu tai toh tai ye kahani, mère saathiya
Tere bin meri jaan kabhi
Ek pal bhi gujara nahi
Teri aarzoo mein khud se begana kar diya
Chand aasmano se laapata ho gaya
Chal ke mere ghar mein, aa gaya (aa gaya)