Saawan Aaya h - Arjit singh Creature 3D

Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
Sab se chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar mein tere had se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe pehli baar aaya hai
Kyun ek pal ki bhi judaai sahi jaaye na
Kyun har subah tu meri saanse mein samaaye na
Aa jaana tu mere paas dunga itna pyar main
Kitni Raat guzaari hai tere intzaar mein
Kaise bataaun jazbaat yeh mere
Maine khud se bhi jyaada tujhe chaaha hai
Sab kuchh chhod ke aana tu, saawan aaya hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
Sab se chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyaar mein tere had se guzar jana ahi
Itna pyaar kisi pe pehli baar aaya hai
Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai